- 歌詞
- 專輯列表
Abhijeet Sawant
-
Jaana Zindagi Se Na Jana
jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
duniya sari dekar lelu main ek tera pyar,yeh pyar saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar zameen hain kya jo tu kahe main chand pe tere saath chalu o o o jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
更多更詳盡歌詞 在 ※ Mojim.com 魔鏡歌詞網 mere jeevan main tere geeton ki jhankar, jhankar tere sang main angaron par chalne ko tayyar, tayyar tum dur ho hazar gum tum pass ho to mujhe hai khushi o o o jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
jaana ho o o jaana jaana ho o o jaana jaana
-
|